In the realm of Islamic Shayari, renowned poets like Allama Iqbal, Maulana Rumi, and Mirza Ghalib have left an indelible mark, inspiring generations with their profound verses. Their words have become a source of enlightenment, guiding seekers of truth and awakening a deep sense of spirituality within the hearts of believers.
Islamic shayari in Urdu
Toheed Tu Ye Hai k KHUDA Hashar mein Keh De,
Ye Banda Zamane se
Khafa Mere Liye Hai.
توحید تو یہ ہے کہ خدا حشر میں کہ دے
یہ بندہ زمانے سے خفا میرے لیے ہے
Main Kese Man Loon Ke Koi Mera Nahi Raha,
Jab Tak Khuda Ki Zaat Hai Tanha Nahi Hoon Main.
میں کیسے مان لوں کہ کوئی میرا نہیں رہا
جب تک خدا کی زات ہے تنہا نہیں ہوں میں
Islamic shayari in Urdu 2 lines
Tauba Ki Umeed Per Ho Chuke Bahut Gunaah Ya Rab,
Mohlat Toh
Mil Rahi Hai Taufeeq Bhi Ataa Ker.
توبہ کی اُمید پر ہوچکے بہت
گناہ یارب
مہلت تو مل رہی ہے توفیق بھی عطا کر
Islamic shayari in Urdu text
In this collection of Islamic Shayari in Urdu, we invite you to embark on a poetic journey that explores the sublime aspects of Islam, illuminates the path of righteousness, and stirs the depths of your soul. Each verse is a doorway to contemplation, an opportunity to draw closer to Allah, and a testament to the power of words in touching the hearts of believers.
Band-e-Parwar Hijab Lazim Hai,
Her Nazar Paarsa Nahi Hoti.
بندہِ
پرور حجاب لازم ہے
ہر نطر پارسا نہیں ہوتی
بے زبانوں کو جب وہ زبان دیتا ہے
پڑھنے کو پھر وہ قرآن دیتا ہے
Bakhshne Pe Aaye Jab Ummat Ke Gunahon Ko,
Tohfe Mein
Gunahgaron Ko Ramzan Deta Hai.
بخشنے پہ آئے جب امت کے گنا ہوں
کو
تحفے میں گناہگاروں کو رمضان دیتا ہے
Jhukte Hain Daanish Jahan Zamane Ke Baadshah,
Kabhi Tu Dekh
Lon Main Wo Darbar-e Mustafa.
جھکتے ہیں دانش جہاں زمانے کے
بادشاہ
کبھی تو دیکھ لوں میں وہ دربارے مصطفیٰ
poetry in urdu text
Khuda Se Mang Jo Kuch Maangna Hai Akbar,
Yehi Wo Dar Hai Ke
Zillat Nahi Sawal Ke Bad.
خدا سے مانگ جو کچھ مانگنا ہے اکبر
یہی
وہ دربار ہے کہ زلت نہیں سوال کے بعد
Is Khak Ko Hdyat De Mola,
Us Khak Me Milne Se Pehle.
اِس
خاک کو ہدایت دے مولا
اس خاک میں ملنے سے پہلے
Aankh Ashkbaar Sahi, Dil Yeh Guneh-gaar Sahi,
Bandah To Tera Hon,
Bandah Yeh Khata-kaar Sahi.
آنکھ اشک بار سہی، دل یہ گنہگار
سہی
بندہ تو تیرا ہوں، بندا یہ خطا کار سہی
More, shayari in urdu text
More, funny shayari in urdu
More, urdu shayari on life