Urdu shayari has always been known for its lyrical beauty and depth of emotion. In this post, we bring you 10 stunning pieces of Shayari in Urdu text that are sure to touch your heart.
Shayari in Urdu text
وہ ازل سے ہی مجھ میں تھا موجود
عشق نے تو صرف آگاہی دی ہے بس
Woh
Azal Se Hee Mujh Mein Tha Mujood,
Ishq Ne Toh Sirf Aagahee Dee Hai
Bus.
Urdu shayari ishq, or shayari in urdu text,If you are a fan of Urdu poetry, then you are in for a treat! We have curated a list of 10 beautiful shayaris in Urdu text that capture the essence of love, longing, and everything in between.
کہیں عشق سجدے میں گر گیا
کہیں عشق سجدے سے پهر گیا
Kahin
Ishq Sajde Mein Gir Gaya,
Kahin Ishq Sajde Se Pher Gaya.
The beauty of Urdu shayari lies in its ability to convey complex emotions in just a few words. In this post, we have compiled 10 such shayaris in Urdu text that are a testament to the power of this art form.
بلبل کے کاروبار پہ ہیں خندہ ہائے گل
کہتے ہیں جس کو عشق خلل ہے
دماغ کا
Bulbul Ke Karobar Pe Hain Khanda-ha-e-Gul,
Kahte
Hain Jis Ko Ishq Khalal Hain Dimag Ka.
Urdu shayari ishq
Urdu shayari has a rich tradition that dates back centuries. We pay homage to this tradition with 10 carefully selected shayaris in Urdu text that are sure to leave a lasting impression.
حُسن یوسف جیسا ہو یا صورت بلال جیسی
عشق اگر روح سے ہو تو ہر
روپ کمال ہوتا ہے
Husn Yousuf Jaisa Ho Ya Surat Bilal Jaisi,
Ishq
Agar Rooh Se Ho Toh Har Roop Kamal Hota Hai.
The elegance and sophistication of the Urdu language are beautifully captured in its poetry. Here, we present to you 10 exquisite shayaris in Urdu text that will leave you enchanted.
درد جتنا شدید ہوتا ہے
عشق اتنا مزید ہوتا ہے
Dard
Jitna Shadeed Hota Hai,
Ishq Utna Mazeed Hota Hai.
The magic of Urdu poetry is in its ability to evoke deep emotions and transport the reader to another world. We bring you 10 such shayaris in Urdu text that will take you on a journey of love, heartbreak, and everything in between.
بے عشق عمر کٹ نہیں سکتی ہے اور یاں
طاقت بقدر لذت آزار بھی
نہیں
Be-Ishq Umar Kat Nahi Sakti Hai Aur Yaan,
Taqat
Ba-Qadar-e-Lazzat-e-Azar Bhi Nahi.
shayari in urdu
Urdu shayari is a reflection of the rich cultural heritage of the Indian subcontinent. We celebrate this heritage with 10 timeless shayaris in Urdu text that continue to resonate with people across generations.
عشق کی حد نہیں کوئی
بہت بے حد سا تعلق ہے
Ishq Ki Hadh Nahi Koi,
Bahut Be Hadh Sa Taluq Hai.
The world of Urdu shayari is vast and varied, with each piece reflecting a unique perspective on life and love. We have handpicked 10 shayaris in Urdu text that showcase the diversity and beauty of this art form.
عشق میں جی کو صبر و تاب کہاں
اس سے آنکھیں لڑیں تو خواب کہاں
Ishq
Mai Jee Ko Sabr o Taab Kahan,
Us Se Ankhen Larin To Khawab
Kahan.
If you're looking for shayari in Urdu, you're in for a treat. Urdu poetry or Urdu shayari is not just a form of expression but a way of life for many. We present to you 10 shayaris in Urdu text that capture the essence of this philosophy and the beauty of the language.
عشق نے غالبؔ نکما کر دیا
ورنہ ہم بھی آدمی تھے کام کے
Ishq
Ne ‘Ghalib’ Nikamma Kar Diyaa,
Warna Hum Bhi Aadmi The Kaam Ke.
Urdu shayari ishq is a celebration of the human heart, with all its joys and sorrows, hopes and fears. It's a reminder that we are all bound by the same emotions and experiences, no matter where we come from or what language we speak. Urdu poetry has the power to bridge cultural divides and bring people together, uniting us in our shared humanity.
عشق مجھ کو نہیں وحشت ہی سہی
میری وحشت تری شہرت ہی سہی
Ishq
Mujh Ko Nahi Vahshat Hi Sahi,
Meri Vahshat Teri Shohrat Hi
Sahi.
کیا کہوں تم سے میں کہ کیا ہے عشق
جان کا روگ ہے بلا ہے عشق
Kya
Kahun Tum Se Mai K Kya Hai Ishq,
Jaan Ka Rog Hai Bala Hai Ishq.
ہم تیرے عشق میں اُس مقام پر آ پہنچے
جہاں دِل کسی اور کو چاہے
تو گناہ لگتا ہے
Hum Tere Ishq Mein Uss Maqam Per Aa Ponche,
Jahan
Dil Kisi Aur Ko Chahey Toh Gunaah Lagta Hai.
سکون اور عشق وہ بھی ایک ساتھ
رہنے دو غالِب کوئی عقل کی بات
کرو
Sukoon Aur Ishq Woh Bhi Dono Aik Sath,
Rehne Do Ghalib
Koi Aqal Ki Baat Karo.
یہ عشقِ محبت کی رِوایت بھی عجیب ہے
پایا نہیں ہے جس کو اُسے
کھونا بھی نہیں چاہتے
Yeh Ishq e Mohabbat Ki Riwayat Bhi Ajeeb
Hai,
Paaya Nahi Hai Jisko Ussey Khona Bhi Nahi Chahte.
عشق کرنا ہے تو پھر چاکِ گریباں کر لے
ہوش والوں سے کہاں رقصےِ
جنوں ہوتا ہے
Ishq Karna Hai Toh Phir Chak-E-Girebaan Kar Le,
Hosh
Walon Se Kaha Raqs-E-Junoo Hota Hai.
اعتبار عشق کی خانہ خرابی دیکھنا
غیر نے کی آہ لیکن وہ خفا مجھ
پر ہوا
Aitbaar-e-Ishq Ki Khana-Kharabi Dekhna,
Ghair Ne Ki
Aaah Lekin Wo Khafa Mujh Per Hua.
حَوس ہوتی تو پوری ہوتی
عشق تھا ادھورا رہ گیا
Hawas
Hoti Toh Puri Hoti,
Ishq Tha Adhura Reh Gya.
عشق کے نشے میں ڈوبے تو یہ جانا ہم نے فراز
کہ درد میں تنہائی
نہیں ہوتی تنہائی میں درد ہوتا ہے
Ishq Ke Nashe Mein Doobe Toh
Yeh Jaana Hum Ne Faraz,
Ke Dard Mein Tanhai Nahi Hoti, Tanhai Mein
Dard Hota Hai.
نہیں عشق کا درد لذت سے خالی
جسے ذوق ہے وہ مزا جانتا ہے
Nahi
Ishq Ka Dard Lazzat Se Khaali,
Jissey Zauq Hai Woh Maza Jaanta
Hai.
آگ تھے ابتداءِ عشق میں ہم
ہو گئے خاک انتہاء یہ ہے
Aag
Thay Ibteda e Ishq Mein Hum,
Ho Gaye Khaak Inteha Yeh Hai.
تم کو چاہنے کی وجہ کچھ نہیں
عشق کی فطرت ہے بے وجہ ہو جانا
Tum
Ko Chahne Ki Wajah Kuch Bhi Nahi,
Ishq Ki Fitrat Hai Bewajah Ho
Jaana.
کیا خاک ترقی کی آج کی دنیا نے
مریضِ عشق تو آج بھی لاعلاج بیٹھے
ہیں
Kya Khaak Tarakki Ki Aaj Ki Duniya Ne,
Mareez e Ishq
Toh Aaj Bhi La Ilaaj Bethe Hain.
سُنا ہے موت کبھی بھی آ سکتی ہے
تو اُسے کہو نہ عشق سے پہلے آ جائے
Suna
Hai Maut Kabhi Bhi Aa Sakti Hai,
Toh Ussey Kaho Na Ishq Se Pehle Aa
Jaye.
عاشقی صبر طلب اور تمنا بیتاب
دل کا کیا رنگ کروں خون جگر ہوتے
تک
Ashiqu Sabr-Talab Aur Tamanna Betab,
Dil Ka Kya Rang
Krun Khun-e-Jigar Hote Tak.
ہوتی نہیں قبول دعا ترکِ عشق کی
دل چاہتا نہ ہو تو زباں میں اثر
کہاں
Hoti Nahi Qabool Dua Tark e Ishq Ki,
Dil Chahta Na Ho
Toh Zuba’n Mein Asar Kahan.
عقل کو تنقید سے فرصت نہیں
عشق پر اعمال کی بنیاد رکھ
Aqal
Ko Tanqeed Se Fursat Nahi,
Ishq Per Aamal Ki Buniyaad Rakh.
عشق معشوق عشق عاشق ہے
یعنی اپنا ہی مبتلا ہے عشق
Ishq
Mashooq Ishq Ashiq Hai,
Yaani Apna Hi Mubtala Hai Ishq.
مُعجزہِ عشق نہ کہوں تو کیا کہوں
ہجرِ یاراں نے کیا ضیعف اِک
جوان کو
Mojza e Ishq Na Kahun Toh Kya Kahun,
Hijr e Yaar
Ne Kia Zaeef Ek Jawan Ko.
کوہ کن کیا پہاڑ توڑے گا
عشق نے زور آزمائی کی
Kohkan
Kya Pahar Torega,
Ishq Ne Zor-Azmai Ki.
نہ چاہت نہ محبت نہ عشق اور نہ وفا
کچھ بھی نہیں تھا اُس شخص کے
پاس سوائے حُسن کے
Na Chahat, Na Mohabbat, Na Ishq Aur Na
Wafa,
Kuch Bhi Nahi Tha Us Shaks Ke Paas Siwaye Husn Ke.
عشق کو پی جا عشق اُتار اندر
تو باقی نہ رہے رہے بس یار اندر
Ishq Ko Pi Jaa Ishq Utaar Ander,
Tu Baaqi Na Rahe, Rahe Bus Yaar Ander.
ابتدائے عشق ہے روتا ہے کیا
آگے آگے دیکھیے ہوتا ہے کیا
Ibtad-e-Ishq
Hai Rota Hai Kia,
Aage Aage Dekhiye Hota Hai Kya.
کچھ ہو رہے گا عشق و ہوس میں بھی امتیاز
آیا ہے اب مزاج تیرا
امتحان پر
Kuch Ho Rahega Ishq-o-Hawas Mai Bhi Imtiyaz,
Aaya
Hai Ab Mizaj Tera Imtihan Par.